Zaroori tha rahat fateh ali khan guahar Khan songs lyrics in Hindi and English | zaroori tha rahat fateh ali khan MP3 song download

 

Hello guys! Hope you guys are all fine!

 Ustad Rahat fateh Ali khan PME Channel presents you the Romantic love Playlist sad song "zaroori tha
Featuring artist of the song's are Kushal tondon and gauhar khan in the voice of legend Rahat fateh Ali khan The lyrics of this song are written by Khalil-ur-rehman qamar and the music is given by Vishal shahir Ali bagga The song is published on 9th June 2014 by Ustad Rahat fateh Ali khan PME  you tube channel.
This song is sad romantic love song track that'll make you to remember your loved ones and reminds you of your sweet old love moments.

So hear best lyrics07 presents you the lyrics of this sad romantic love playlist song in Hindi and English both languages and This song is available in stylish font (design)too along with MP3 music of this song and you tube video of this song.

नमस्कार दोस्तों कैसे हैं आप लोग। तो आज हम आपके लिए लेकर आए हैं बहुत ही अच्छा सेड रोमांटिक लव सोंग "ज़रुरी था" के लिरीक्स। 

इस गाने के Star cast में है गोहर खान और कुशाल टंडन है।  इस गाने को सिंगर राहत फतेह अली खान ने गाया है। इस गाने का Music शाहीर अली बग्गा ने दिया है और इसके Lyric खलील-उर-रेहमान कमर  ने दिए हैं। यह गाना 9 जून 2014 को Ustad Rahat fateh Ali khan PME  यु टयुब चैनल द्वारा प्रस्तुत किया गया है।




 ❥  • English lyrics •   ❥ 

Lafz kitne tere pairon se
Lipte honge
Tune jab aakhri khat
Mera jalaaya hoga

Tune jab phool
Kitaabon se nikaale honge
Dene waala bhi tujhe
Yaad to aaya hoga

Teri aankhon ke dariyaa ka
Utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha

Zaroori tha ke hum dono
Tawafein aarzoo karte
Magar phir aarzuon ka
Bikharana bhi zaroori tha


Teri Aankhon ke dariyaa ka
Utarna bhi zaroori hai

Bataao yaad hai tumko
Wo jab dil ko churaaya tha
Churaai cheez ko tumne
Khuda ka ghar banaaya tha


Wo jab kehte the
Mera naam tum
Tasbih me padhte ho
Mohabbat ki namaazon ko
Kaza karne se darte ho

Magar ab yaad aata hai
Wo baatein thi mahez baatein
Kahin baaton hi baaton me
Mukarna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariyaa ka
Utarna bhi zaroori tha

Wahi hai surte apni
Wahi main hoon
Wahi tum ho
Magar khoya hua hoon main
Magar Tum bhi kahin gum ho

Mohabbat me daga ki thi
So kaafir the so kaafir hai
Mili hai manzilein phir bhi
Musaafir the musaafir hai

Tere dil ke nikaale hum
Kahaan bhatke
Kahaan pahunche
Magar bhatke to
Yaad aaya
Bhatkna bhi zaroori tha

Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha

Zaroori tha ke hum dono
Tawafein aarzoo karte
Magar phir aarzuon ka
Bikharana bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariyaa ka
Utarna bhi zaroori tha

 ❥  • stylish font •   ❥ 

Lafz kitne tere pairon se
Lipte honge
Tune jab aakhri khat
Mera jalaaya hoga 

Tune jab phool
Kitaabon se nikaale honge
Dene waala bhi tujhe
Yaad to aaya hoga

Teri aankhon ke dariyaa ka
Utarna bhi zaroori tha
Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha 

Zaroori tha ke hum dono
Tawafein aarzoo karte
Magar phir aarzuon ka
Bikharana bhi zaroori tha


Teri Aankhon ke dariyaa ka
Utarna bhi zaroori hai

Bataao yaad hai tumko
Wo jab dil ko churaaya tha
Churaai cheez ko tumne
Khuda ka ghar banaaya tha


Wo jab kehte the
Mera naam tum
Tasbih me padhte ho
Mohabbat ki namaazon ko
Kaza karne se darte ho 

Magar ab yaad aata hai
Wo baatein thi mahez baatein
Kahin baaton hi baaton me
Mukarna bhi zaroori tha

Teri aankhon ke dariyaa ka
Utarna bhi zaroori tha 

Wahi hai surte apni
Wahi main hoon
Wahi tum ho
Magar khoya hua hoon main
Magar Tum bhi kahin gum ho

Mohabbat me daga ki thi
So kaafir the so kaafir hai
Mili hai manzilein phir bhi
Musaafir the musaafir hai 

Tere dil ke nikaale hum 
Kahaan bhatke 
Kahaan pahunche
Magar bhatke to 
Yaad aaya
Bhatkna bhi zaroori tha

Mohabbat bhi zaroori thi
Bichhadna bhi zaroori tha 

Zaroori tha ke hum dono
Tawafein aarzoo karte
Magar phir aarzuon ka
Bikharana bhi zaroori tha
Teri aankhon ke dariyaa ka
Utarna bhi zaroori tha

 ❥  • हिन्दी लिरीक्स •   ❥   

लफ्ज़ कितने तेरे पैरों से
लिपटे होंगे
तुने जब आखरी खत मेरा
जलाया होगा

तुने जब फूल किताबों से
निकालें होंगे देनेवाला भी तो
तुझे याद आया होगा


तेरी आंखों के दरिया के
उतरना भी जरूरी था
मोहब्बत भी जरूरी थी
बिछड़ना भी जरूरी था

जरूरी था कि हम दोनों
तवाफें आरज़ू करते
मगर आरज़ूओं का
बिखरना भी जरूरी था

तेरी आंखों के दरिया का
उतरना भी जरूरी था

बताओ याद है तुमको
वो जब दिल को चुराया था
चुराई चीज़ को तुमने
खुदा का घर बनाया था

वो जब केहते थे मेरा नाम तुम
तस्बीह में पढ़ते हो
मोहब्बत की नमाजो को
कज़ा करने से डरते हो

मगर अब याद आता है
वो बातें थीं महज़ बातें
कहीं बातों ही बातों में
मुकरना भी जरूरी था

तेरी आंखों के दरिया का
उतरना भी जरूरी था

वही है सूरते अपनी
वही मैं हूं, वही तुम हो
मगर खोया हुआ हूं मैं
मगर तुम भी कहीं गुम हो


मोहब्बत में दगा की थी
सो काफ़िर थे सो काफ़िर है
मिली है मंजिलें फिर भी
मुसाफिर थे मुसाफिर है

तेरे दिल के निकालें हम
कहां भटके कहां पहोंचे
मगर भटके तो याद आया
भटकना भी जरूरी था
मोहब्बत भी जरूरी थी
बिछड़ना भी जरूरी था

जरूरी था कि हम दोनों
तवाफें आरज़ू करते
मगर फिर आरज़ूओं का
बिखरना भी जरूरी था
तेरी आंखों के दरिया का
उतरना भी जरूरी था



धन्यवाद दोस्तों Best lyrics07 पेज़ visit करने के लिए


|| Song Details ||
Song:- zaroori tha
Starring:- Kushal tondon, gauhar khan
Singers:- Rahat fateh Ali khan
Lyrics:- Khalil-ur-rehman qamar
Music:- shahir Ali bagga
Published on:-  9th June 2014

 


Post a Comment

0 Comments